Saturday 19 March 2016

Train

                                                                              Image source other

Bhola train chala raha tha. raste me durghatna ho gai train ke kai dibbe palat gay.offecer ne Bhola se puchha ki durghatna kaise hue. to bhola ne bataya 

Bhola - mai train chala raha tha tabhi ek aadmi samne aa gaya.

Offecer - to usko udha dete kam se kam ek vyakti ki jan jati train ke achanak brack lagane se train ke kai dibbe to nahi palat te aur kai vyaktiyu ki jan bach jati.

Bhola - maine aisa hi to kiya. jaise hi wo vyakti train ke samne aaya mai train ko uske pas le gaya par jaise hi train us vyakti ke pas pahuchi wo kheto ki taraf bhagne laga tabhi maine usko udhane ke liye train uski taraf modh li.......

No comments:

Post a Comment