Saturday 22 February 2020

एक कष्ट जो आनंद दे (A pain that please




Ek bar mitti ne matke se puchha. Mai bhi mitti tu bhi mitti parantu pani mujhe wha kar le 

jata hai aur tum pani ko apne mai sama lete ho. wah tumhe gla bhi nhi pata aisa kya hai tum 

me jo mujh me nahi mitti mai hu aur mitti tum bhi ho. 

yah sab sunkar mitti ka matka muskurate hua bola mitra tum nahi jante maine kitne kasto ko 

saha hai tab kahi mujhe yah sab prapt huaa hai.

            sabse pahle mujhe pairo se gutha gya hai, uske bad mujhe chak par chalaya gya hai,fir 

mujhe hatho se thapthapaya gya hai, uske bad mujhe aag par pakaya gya hai maine aag ki 

tapan ko shin kiya hai. En sare kasto ko sahne ke bad mai aisa ban paya hu. tab kahi mujhe 

anand ki prapti hui hai.

        
                                            kasto ke bad hi Aanad ki prapti hoti hai. 

Thursday 13 February 2020

Muskile to aati hai



Hum jab bhi kisi kam ki suruwat karte hai to miskile to aati hai, Aise me hume in muskilo se 

darna nahi chahiye balki in muskilo ka dat kar samna karna chahiye. Ham jitne hi in muskilo 

se darenge yah hame utni hi paresaniya dete rahenge. kyuki chintao me hamara dimag ulajh 

jata hai aur ham apne kam par focus nhi kar pate hai. Aur hamare kam bigadhte hi chale jate 

hai.

                   
                 Hame chinta nhi karna chahiye balki chintan karna chahiye. jisse ki ham apne kam 

ko aur achchhi tarike se kar sake.jab man sant hota hai to hum apne kam ke bare me achchhi 

tarah soch sakte hai. aur hamare kam apne aap bante chale jate hai...... to fir .....

                                 CHINTA CHHODHIYE AUR KAM PAR FOCUS KIJIYE