Saturday 22 February 2020

एक कष्ट जो आनंद दे (A pain that please




Ek bar mitti ne matke se puchha. Mai bhi mitti tu bhi mitti parantu pani mujhe wha kar le 

jata hai aur tum pani ko apne mai sama lete ho. wah tumhe gla bhi nhi pata aisa kya hai tum 

me jo mujh me nahi mitti mai hu aur mitti tum bhi ho. 

yah sab sunkar mitti ka matka muskurate hua bola mitra tum nahi jante maine kitne kasto ko 

saha hai tab kahi mujhe yah sab prapt huaa hai.

            sabse pahle mujhe pairo se gutha gya hai, uske bad mujhe chak par chalaya gya hai,fir 

mujhe hatho se thapthapaya gya hai, uske bad mujhe aag par pakaya gya hai maine aag ki 

tapan ko shin kiya hai. En sare kasto ko sahne ke bad mai aisa ban paya hu. tab kahi mujhe 

anand ki prapti hui hai.

        
                                            kasto ke bad hi Aanad ki prapti hoti hai. 

No comments:

Post a Comment